Kya lok sirf baat karne k liye mohabbat karte hai?
- Alhaj Mani
- Jul 20, 2020
- 1 min read

Mano ya na mano!!
°°°°°°°° Lekin log ajkal mohabbat karta hain toh sirf baat karne k liye aur agr batein na ho toh rishta todne mei ekbar sochte bhi nhi Arey mohabbat mei har roz baatein ho ye toh jaruri nhi lekin agr baat karne k liye mohabbat hai kisi se toh janab baat agar aap aapne ghar walo se kare toh behtar hoga Aur baatein kiye bina agar aapka mohabbat kayam rahe toh samajh lena aapko aapka humsafar mil chuke hai..
You are great
Nice