top of page

kadar karna sikh lo kisi insaan ka zindagi mein hote huye::

  • Writer: Alhaj Mani
    Alhaj Mani
  • Aug 22, 2020
  • 1 min read

Shayad tumhe ye malum hi nahi hai ki kisi ka hona kya maine rakhta hai,

kyu ki tumhe ye ehesas kabhi huwa hi nhi hai jab koi chhor k chala jata hai ya phir jane ki baat karta hai tab kaisa lagta hai, Aur hogi bhi kaise kyu ki pyaar toh sirf humne kya hai toh darr bhi toh hume hi hona hai.

Jo saccha pyaar karte hai har waqt unhe ye daar laga rehta hai jab tum chhor k jaogi tab tumhe toh koi ehesas hogi nahi lekin us insaan pe kya bitegi shayad tum kabhi samajh hi na pao,

Pyaar nahi hai na hi sahi lekin un logo ka ye bharam suru hone se pehle hi toh bata sakte ho..



Comments


Post: Blog2_Post
bottom of page